Google indic keyword kya hai ye kya kam aata hai.
Google indic keyboard ek mobile app hai.jisko aap apne Android mobile me install par click kar download karke apne mobile me use kar sakte hai.is app ki madad se aap koi si bhi language me apna message type kar kisi dusre vayakti bhej sakte hai.mann lijiye ager aapke gher me kisi ko bhi english message padna nahi aata hai to aise me badi paresani hoti hai.aise me aap is app ka use kar hindi me message type kar gher me bhej sakte hai.isse apke gher me kisi ko bhi koi paresani nahi hogi hindi message padne me woh aasani se pad payenge.
Google indic keyboard kaise download kiya jata hai.

Dosto google indic keyboard dowanload karne ke liye aapke pass ye dono honi chahiye tabhi aap google indic keyboard ka use kar sakte hai.
Sabse pahle aapke pass ek Android smartphone hona bahut jaruri hai.kyoki google indic keyboard Android smartphone par kaam karta hai.second aapke pass android smartphone hone ke sath usme internet connection hona bahut jaruri hai.Ager aapke pass ye dono hai to aap badi aasani se google indic keyboard dowanload kar apne smartphone me use kar sakte hai.ek bar download hone ke baad dobara internet ki jarurat nahi padti hai.ye aap offine work karti hai.
Dosto Aage aapko banayenge ki google indic keyboard ko install kar download kaise kiya jata hai aap hame step by step follow karke dowanload kar sakte hai.
Sabse pahle aapko apne android smartphone ke playstore me click kar open kare.phir playstore ke search me type kare google indic keyboard
Phir type karne ke baad kuch is tarah ka mobile screen show karega jisme likha hai google indic keyboard us par click kare.click karne ke baad aapke samne google indic keyboard par install par click kare.

Click karte hi google indic keyboard download hona start ho jayega phir download hone ke baad aapke samne open ka option dekega kuch is tarah ka. ं
Open par click karte hi ye app aapse kuch settings karne ko bolta hai step by step jise aapko set kar dena hai.
Puri tarah se setting kone ke baad ye app aapke keyboard me automatic show karega kuch is tarah se.
0 Comments